PKSongPK

Yaar Mila Tha Lyrics

Blue 2009 album

Yaar Mila Tha

View the available lyrics, song information and playback source for Yaar Mila Tha from Blue 2009.



derben clove laptop bag

Play & Listen

SongSourcePlay & Listen
Yaar Mila Tha
Artist : Udit Narayan
Save As
Yaar Mila Tha
Artist : Udit Narayan
Save As

Yaar Mila Tha Song Lyrics

Song lyrics Title: Yaar Mila Tha Song lyrics movie/album name: blue singer : MADHUSREE, UDIT NARAYAN new song lyrics Khudi khudi Khudi khudi khudiye we done it all Khudi khudi Khudi khudi khudiye we done it all Khudi khudi Khudi khudi khudiye we done it all Khudi khudi Khudi khudi yeh eehh eehhh Yaar mila tha saiyaan ek din Yaar mila tha saiyaan Aankhon mein sapne dil mein leke Pyaar mila tha saiyyaan Kya main karti saiyyan baiyyan Kya main karti saiyyaan Teri yaad mein kitni sadiyaan Aah bharti saiyyan Aarre kuch toh sharm kar leti Aab kya kahengi duniya Kyun uske sang ho li Us peepal ki chaaiyaan Socha nikal loon par pallu woh khencha zor se Bola sandesa hai laaya woh teri aur se Haaye dil ghayal zakhmi jiya Kaise jeeye ab tera piya Maar diya dulhaniya tu ne Maar diya dulhaniya Jeete jee apne saiyaan ko Maar diya dulhaniya Yaar mila tha saiyaan ek din Yaar mila tha saiyaan Khudi khudi Khudi khudi khudiye we done it all Khudi khudi Khudi khudi khudiye we done it all Khudi khudi Khudi khudi khudiye we done it all Khudi khudi Khudi khudi yeh eehh eehhh Hai kusoor kya mera Batana yu sata main Teri raah takti thi Raah takti thi to khafa Ho gayi thi tu ya bewafa Ke panghat pe Ghoonghat ke bina Jaa baithi kaise tu woh bhi mere bina Usi panghat pe Jahan jhat se Pehli baar thaami thi maine Teri kalayi Harjayi Jahan dhoop se hum bache the Jahan Nache the Apne kadam Aur besharam woh kalayi tu thama ke aayi Haathon mein na jaane Kis khotte ke Kis potte ke Mere hote se par sote se Ooooo Par tu ne hi to usse bheja na? Ooooo Ke mera pyaar piya ko dejana Ohhoo hhohoo Khudi khudi Khudi khudi khudiye we done it all Khudi khudi Khudi khudi yeh eehh eehhh Yaar bulaya saiyaan Maine yaar bulaya saiyaan Bhooli saari duniya Jab ek baar bulaya saiyaan Toh a gale dulhaniya Lag jaa a gale dulhaniya Dhekh ke aapni yaari duniya Laakh jale dulhaniya Yaar bulaya saiyaan Lag jaa a gale dulhaniya Bhooli saari duniya Duniya laakh jale dulhaniya Arre teri waffa ke kisse Ab ga rahi hai duniya Har maa kahe bete se La aise dulhaniya Haay dil ghayal zakhami jiya Jeeye bas jeeye ab mera piya Khudi khudi Khudi khudi khudiye we done it all Khudi khudi Khudi khudi khudiye we done it all Khudi khudi Khudi khudi khudiye we done it all Khudi khudi Khudi khudi yeh eehh eehhh Aa tha aa teena aa teen teen teena Aa tha aa teena aa teen teen teena Aa tha aa teena aa teen teen teena 

Yaar Mila Tha Video Song

No cached video is currently available for this song.
derben-clove-plain-tshirt


derben clove messenger bag

derben clove messenger bag

Song Information

Song
Yaar Mila Tha
Movie / Album
Blue 2009
Artist / Section
Udit Narayan

Related Songs from Blue 2009

More songs available from the same movie or album.

Related Albums

More album collections from the same catalogue section.

About This Song Page

This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Yaar Mila Tha in one place.

PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.