Yeh waada karo Lyrics
Play & Listen
| Song | Source | Play & Listen |
|---|---|---|
| Yeh waada karo Artist : Kishor Kumar |
Save As | |
| Yeh waada karo Artist : Kishor Kumar |
Save As |
Yeh waada karo Song Lyrics
Song Lyrics Title : yeh waada karo na royoge tum
Song Lyrics Movie : Haadsa (1983)
Singer(s) : Kishore Kumar, Asha Bhosle
mp3 songs
yeh waada karo na royoge tumĀ (2)
agar ho bhi jaau main tumase juda (2)
wafaao ki tumako kasam hai sanam, kaho tumane waada kiya
yeh waada karo na royoge tum
apani mohabbat ki khushbu hawaao mein hai
main khush ki tum aaj meri baahon mein ho
mila ki ghadiya kitani haseen hoti hai
hain na, haan magar kitani kam
yaad tumhaari tadpaayegi, tadpan aansu ban jaayegi
tumako kasam hai aansu bahaake judaayi ka shikawa na karana
yaadon mein meri aahein bharke mohabbt ko rusawa na karana
yeh waada karo na royoge tum, agar ho bhi jaau main tumase juda
sanbhaale se bhi dil sambhalata nahi, kahu kaise waada kiya
yeh waada karo na royoge tum
dubata suraj bhi kitana khubsurat lagata hai
mgar isake baad andhera chha jaayega
main waqt ke kadamon ko rok lunga
waqt woh toh hamein bahot pichhe chod gaya
dhadkan dil pe chot karegi, saans bhi tan ko bojh lagegi
bojh gamon ka sehake bhi tum, mere liye ji lena
dard mein dubi saanson se tum jakhmein jigar si lena
yeh waada karo na royoge tum, yeh waada kiya na royenge hum
agar ho bhi jaau main tumase juda, judaai miein jina toh mumkin nahi
magar hamane waada kiya
yeh waada karo, yeh waada kiya
na royoge tum, na royoge hum na royoge hum na royoge hum
Posted by : {Anamika Tyagi}
Yeh waada karo Video Song
No cached video is currently available for this song.
Song Information
Song
Yeh waada karo
Movie / Album
Haadsa 1983
Artist / Section
Kishor Kumar
Related Songs from Haadsa 1983
More songs available from the same movie or album.
Related Albums
More album collections from the same catalogue section.
About This Song Page
This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Yeh waada karo in one place.
PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.







