Zinda Hai Zinda Humse Lyrics
Play & Listen
| Song | Source | Play & Listen |
|---|---|---|
| Zinda Hai Zinda Humse Artist : Mohammad Rafi |
Save As | |
| Zinda Hai Zinda Humse Artist : Mohammad Rafi |
Save As |
Zinda Hai Zinda Humse Song Lyrics
Song Lyrics Title : Zinda Hai Zinda Humse
Song Lyrics Movie : Ramu Dada (1961)
Singers: Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Song Lyricists: Majrooh Sultanpuri
Music Composer: Chitragupta Shrivastava
Music Director: Chitragupta Shrivastava
Director: B.K. Adarsh
Music Label: Saregama
Starring: Sheikh Mukhtar, Jaymala, Helen, Sapru
Release : 1st January, 1961
mp3 songs
Kali ke jigar ke hue pahle tukde
To fir pyar karne ka pal bhi aaya
Tadap jab chuki mauj tufan me to
Gale se lagane ko sahil bhi aaya
Suna kaish ka hal dunia ne lekin
Jo laila pe gujri use kaun soche
Sitmagar katil hame kahne wala
Na hoti mohabbat agar hum na hote
Dunia me wafa hoti bahut badnam
Jinda hai jinda hamse wafa ka naam
Jinda hai jinda hamse wafa ka naam
Jinda hai jinda, jinda hai jinda
Jinda hai jinda hamse wafa ka naam
Wafa ka naam, wafa ka nam naam
Jinda hai jinda hamse wafa ka naam
Jinda hai jinda hamse wafa ka naam
Sune wo log jo aaho pe aahe bharte hai
Jinhe hai ishk wo fariyad nahi karte hai
Chalak aate hai nigaho me jo tukde dil ke
Ro lete hai andhero se gale mil mil ke
Ro lete hai andhero se gale mil mil ke
Deewano tumko to deewana na banna aaya
Jalane ka sokh hai parwana na banna aaya
Jalane ka sokh hai parwana na banna aaya
Shama kahte hamko kabhi socha dil ne
Jale hai hum to hua hai ujala mahfil me
Auro ke liye jalna hamara kam
Auro ke liye jalna hamara kam
Auro ke liye, auro ke liye
Auro ke liye jalna hamara hamara kam
Jinda hai jinda hamse wafa ka naam
Ho jara sunna jara sunna are mahfil walo
Na dekhoge kabhi aisa tamasha dil walo
Ke rashta bhul ke purab se range sham aaya
Jafa daro ke hothon par jafa ka nam aaya
Ab aise jaal na dalo are julfo walo
Ab aise jaal na dalo are julfo walo
Hame nadan na samjho are bhole bhalo
Tumhare jalwo ko aankho me na basna aaya
Tumhe to shisha e dil tod ke hasna aaya
Hamesha jahar jo de wo uthake jam aaye
Tumhare jhuthe labo par wafa ka naam aaye
Tauba ji tauba lijiye khuda ka naam
Tauba ji tauba lijiye khuda ka naam
Dekho ji dekho tum to na do ilzam
Na do ilzam na do ilzam
Jinda hai jinda hamse wafa ka nam
Jinda hai jinda hamse wafa ka nam
Hamesha aapko aata hai badh ke ruk jana
Kisi ko lut ke parde me jake chhup jana
Hamesha aag udayi hai tumne raho me
Hamara nam hai ruswa tumhari aaho me
Yaha to aah ki tumse aah bhi na hui
Hamare dard me fir bhi kami na hui
Mohabbat thokre khati hai mahzabino me
Mohabbat or hasi ho gayi hasino me
Tauba ji tauba lijiye khuda ka naam
Tauba ji tauba lijiye khuda ka naam
Dekho ji dekho tum to na do ilzam
Na do ilzam na do ilzam
Jinda hai jinda hamse wafa ka naam
Jinda hai jinda hamse wafa ka naam
Posted by: Priya sharma
Zinda Hai Zinda Humse Video Song
No cached video is currently available for this song.
Song Information
Song
Zinda Hai Zinda Humse
Movie / Album
Ramu Dada 1961
Artist / Section
Mohammad Rafi
Related Songs from Ramu Dada 1961
More songs available from the same movie or album.
Related Albums
More album collections from the same catalogue section.
About This Song Page
This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Zinda Hai Zinda Humse in one place.
PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.







