Zor Lagale Zamane Kitna Lyrics
Play & Listen
| Song | Source | Play & Listen |
|---|---|---|
| Zor Lagale Zamane Kitna Artist : XYZ |
Save As | |
| Zor Lagale Zamane Kitna Artist : XYZ |
Save As |
Zor Lagale Zamane Kitna Song Lyrics
Song Lyrics Title : Zor Lagale Zamane Kitna Zor Lagayega
Song Lyrics Movie : Nastik (1954)
mp3 songs
chi: duniyaa bhar ke naastik kitane namak haraam
apanaa doSh na dekhate prabhuu ko kare.n badanaam
zor lagaa le are zamaane kitanaa zor lagaayegaa
is jag me.n bhagawaan kaa jhaNDaa kabhii na jhukane paayegaa
ko: om hari om hari om hari om
chi: prabhuu kii ni.ndaa karane waalaa dharatii me.n dha.Ns jaayegaa
is jag me.n bhagawaan kaa jhaNDaa kabhii na jhukane paayegaa
ko: om hari om hari om hari om
chi: nahii.n hu_aa hai kabhii na hogaa harii sariikhaa daanii
saare jag ko muft de rahaa agan pawan aur paanii
paal rahaa apanii dharatii par wo sabakii zi.ndagaanii
badale me.n letaa na kisii se ek bhii kau.Dii kaanii
kaun jagat me.n apanaa Kazaanaa hari kii tarah luTaayegaa
ko: is jag me.n bhagawaan kaa jhaNDaa kabhii na jhukane paayegaa
om hari om hari om hari om
chi: aaye is duniyaa me.n karo.Do.n gaye karo.Do.n raahii
karmo.n ke anusaar bhog kar Kushiyaa.N aur tabaahii
laakh laakh sadiyo.n se dete suuraj chaa.Nd gawaahii
prabhuu kaa aasan aaj talak hai jaisaa kaa taisaa hii
na ko_ii fauj hai na ko_ii palTan na hai ko_ii sipaahii
fakat ishaaro.n se chalataa hai kaam prabhuu kaa shaahii
ye aakaash pe likhaa lekh hai isako kaun miTaayegaa
ko: is jag me.n bhagawaan kaa jhaNDaa kabhii na jhukane paayegaa
om hari om hari om hari om -4
om hari om
om hari om hari om hari om -4
la: dhany prabhuu kaa chamatkar hai dhany prabhuu kii maayaa
dhany prabhuu kii maayaa
subah kaa bhuulaa hu_aa shaam ko phir waapas ghar aayaa
dhany prabhuu kii maayaa
jaaduugar bhagawaan ne mujhako kyaa jaaduu dikhalaayaa -2
bahut dino.n ke bichha.De saathii se phir mujhe milaayaa -2
chi: ghuTane Tek prabhuu ke aage -2
be.Daa paar lagaayegaa
ko: is jag me.n bhagawaan kaa jhaNDaa kabhii na jhukane paayegaa
om hari om hari om hari om
zor lagaa le are zamaane kitanaa zor lagaayegaa
is jag me.n bhagawaan kaa jhaNDaa kabhii na jhukane paayegaa
om hari om hari om hari om -4
om hari om -4
Zor Lagale Zamane Kitna Video Song
No cached video is currently available for this song.
Song Information
Song
Zor Lagale Zamane Kitna
Movie / Album
Nastik 1954
Artist / Section
XYZ
Related Songs from Nastik 1954
More songs available from the same movie or album.
Related Albums
More album collections from the same catalogue section.
About This Song Page
This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for Zor Lagale Zamane Kitna in one place.
PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.







