PKSongPK

salam kijiye aali Lyrics

Aandhi 1975 album

salam kijiye aali

View the available lyrics, song information and playback source for salam kijiye aali from Aandhi 1975.



derben clove laptop bag

Play & Listen

SongSourcePlay & Listen
salam kijiye aali
Artist : Mohammad Rafi
Save As
salam kijiye aali
Artist : Mohammad Rafi
Save As

salam kijiye aali Song Lyrics

Song lyrics Title : salam kijiye aali janab Song lyrics Movie : Aandhi (1975) Singers-Rafi, Bhupinder, Amit Kumar  Lyrics-Gulzar MD-R D Burman Mp3 songs lyrics Aarti man maanti kehna kyun nahi maanti Paathshaale mein chuthhi ho gayi basta kyun nahi baandhti basta kyun nahi baandhti basta kyun nahi baandhhti aaa aaa aaa aaa salaam keejiye aayi hain aaa aaa aaa aaa salaam keejiye aayi hain Aarti devi aaa aaa aaa yeh thekedaar hain Bharat ki Bharti devi salaam keejiye aali janaab aaye hain salaam keejiye aali janaab aaye hain yeh paanch saalon ka dene hisaab aaye hain salaam keejiye aali janaab aaye hain yeh paanch saalon ka dene hisaab aaye hain salaam keejiye aali janaab aaye hain aaa salaam keejiye hoo salaam kijiye ho salaam kijiye aali janab aaye hai jo inn khudaaon ko sajda kare na kaafir hai bas ek vote nahin hai yeh jaan hazir hain ho o Bohut lagaaye utaare hain naam ke label chalaayi kursiyaan humne jamaaye hain table aaa aaa aaa aaa hisaab deejiye hisaab deejiye hum behisaab aaye hain aaa aaa aaa aaa hisaab deejiye hum behisaab aaye hain (toh milkar..) salaam keejiye aali janaab aaye hain yeh paanch saalon ka dene hisaab aaye hain salaam keejiye aali janaab aaye hain hamaare vote khareedenge humko ann de kar yeh nange jism chupaa dete hain kafan dekar aaa aaa yeh jaadugar hain yeh chutki mein kaam karte hain yeh bhookh pyaas ko baaton se raam karte hain aaa aaa aaa aaa humaare haal pe ae humaare haal pe likhne kitaab aaye hain humaare haal pe likhne kitaab aaye hain (arre bhai isliye) salaam keejiye aali janaab aaye hain salaam keejiye aali janaab aaye hain yeh paanch saalon ka dene hisaab aaye hain salaam keejiye aali janaab aaye hain yeh paanch saalon ka dene hisaab aaye hain aaye hain aaye hain salaam keejiye aali janab aaye hain hamaari zindagi apni hai aapki toh nahin yeh zindagi hai gareebi ki paap ki toh nahin aa aa yeh vote denge magar abke yoon nahi denge Chunaav aane do hum aapse nipat lenge aaa aaa aaa aaa aaa ke pehle dekh len aen aen ke pehle dekh len kya inquilab laaye hain ke pehle dekh len kya inquilab laaye hain hahahaha (yeh inquilaab laaye hain haan) Salaam kijiye aali janaab aaye hain Salaam keejiye aali janaab aaye hain yeh paanch saalon ka dene hisaab aaye hai salaam keejiye aali janaab aaye hain hHaan… Salaam kijiye… hoo salaam keejiye ho salaam keejiye aali janaab aaye hain Yeh paanch saalon ka dene hisaab aaye hain aaye hain aaye hain salaam keejiye aali janaab aaye hain

salam kijiye aali Video Song

No cached video is currently available for this song.
derben-clove-plain-tshirt


derben clove messenger bag

derben clove messenger bag

Song Information

Song
salam kijiye aali
Movie / Album
Aandhi 1975
Artist / Section
Mohammad Rafi

Related Songs from Aandhi 1975

More songs available from the same movie or album.

Related Albums

More album collections from the same catalogue section.

About This Song Page

This page organizes the lyrics, available playback source and catalogue information for salam kijiye aali in one place.

PKSongPK does not store copyrighted MP3 or audio files on its own server. Where playback is available, audio is accessed through links to third-party sources, and the respective content remains the property of its copyright owners.